Thursday 21 May 2020

The End

Aakhir usne sab khatam kar hi diya. I don't know kyu khud se ya kisi baat ke dar se. Piyaar to bahot karti thi per nibha nhi paayi, ladna to bahot chahti thi per lad nhi paayi to apni khushiyo ka gala ghot dusron Ki khushiyon ko gale Laga Liya or bus humse naata thod diya. Ab baat na karunga unse per yaad bahot aayegi or tut to gya hu feer jud nhi paaunga, feer wo hanshi chere per la nhi paaunga, feer se wo hitesh nhi ban paaunga jo hua karta tha, miss karunga unko or unke saath bitaye wo sab palo ko. Kabhi kabhi rona bhi aayega feer samet lunga apne aap ko ye soch ke ki to kya hua waade kiye the saath chalne ke per wo nibha nhi paayi.  Ab feer lagne laga hain koi pyaar nhi hota bus log zindgi se khelte hain or khel ker mun bhar jaaye to zindgi ko chod chale jaate hain. Per koina hum khush hain es baat se ki sayad es baat me wo to khush hain. Wo destiny destiny bahot karte the to kehna unse feer zindna rahe to milenge jha khi raste milenge, kabhi jang huyi uske naam per to buzdil bhi Pehli sakhat me kade milenge. Ja raha hu me ye tera shar chod kar kyuki ab yha sab jagh teri yaade hain jo jine nhi degi. Or hum chah kar bhi ab jee nhi paayenge per aana ho kabhi to es dil ke darwaze khule milenge teri jagh koi le nhi paayega. Mene to pyaar kiya tha apne se jaada sayad wo ye kar nhi paayi, ladna to bahot chahti thi per lad nhi paayi.


No comments:

The End

Aakhir usne sab khatam kar hi diya. I don't know kyu khud se ya kisi baat ke dar se. Piyaar to bahot karti thi per nibha nhi paayi, la...